Sevasadan Premchand dvara rachit upnyas hai. Munshi Premchand ji ne Sevasadan upnyas sn 1916 me Urdu bhasha me likha tha. Bad me sn 1919 me unhone iska Hindi anuvad kiya. Urdu me yah Bazaar-e-Husn nam se likha gya tha. Sevasadan me Nari jeevan ki samsyao ke sath-sath samaj ke dharmacharyo, mathadhisho, dhnptiyo, sudharkon ke aadmbr, dambh, dhong, pakhnd, charitrhinta, Dahej-prtha, anmel vivah, police k ghuskhori, veshyagaman, mnushy ke dohre charitr, samprdayik dvesh aadi samajik vikrtiyon ka vivrn milta hai. Upnyas ki ktha-nayika Suman atirikt sukhbhog ki apeksha me apna sarvasv gva lene ke bad samajik gunsutro ki smjh prapt krti hai, Jiske bad vah duniya ke prti udar ho jati hai. Uska pati Sadhu bnkr apne vigat dushkrmo ka prayshchit krne lgta hai.
Pramukh Patr
1. Suman
2. Krishanchandra
3. Gangajali
4. Gajadhar Prasad
5. Sadan
6. Shanta
7. Padma Singh Sharma
8. Vitthaldas
9. Bholibai
Writer | Munshi Premchand |
Book Language | Hindi |
Book Size | 11.5 MB |
Total Pages | 300 |
Category | Literature |
Download Free Hard Copy
Buy Hard Copy from Amazon
Read this book Online
Listen this book on audible