Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Ashtavakr Geeta ( अष्टावक्र गीता ) Hindi PDF Download

Ashtavakr Geeta advait Vedant ka granth hai jo rishi Ashtavakr aur Raja Janak ke sanvad ke rup me hai. Bhagavad Geeta, upnishad aur brahmasutr ke saman Ashtavakr Geeta amooly granth hai. Is granth me gyan, vairagy, mukti aur samadhisth yogi ki dasha ka savistar varnan hai. Is granth ka prarambh Raja Janak dvara kiye gye 3 prashno se hota hai. Gyan kaise prapt hota hai? , Mukti kaise hogi? aur Vairagy kaise prapt hoga? ye 3 shashvat prashn hai jo hr kal me aatmanusandhaniyo dvara puchhe jate rhe hai. Rishi Ashtavakr ne inhi 3 prashno ka sandhan Raja Janak ke sath sanvad ke rup me kiya hai jo Ashtavakr Geeta ke rup me prachalit hai.

Is pustak ka kul size 5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 418 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi. 

Writer
Book LanguageHindi
Book Size5 MB
Total Pages418
CategoryReligiuos - Hinduism

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy Book From Amazon  
Listen this book on Audible 

 

If you're loving our work don't forget to donate us.

 

Leave a Comment