Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Bharatiya Gantantra Ka Sanvidhan ( भारतीय गणतंत्र का संविधान ) Hindi PDF – Mahadevprasad Sharma

Bharatiya Gantantra Ka Sanvidhan – 71 varsh purv 26 January, 1950 ko bharat ne apna sanvidhan lagu kiya tha. Us din ko desh me Gantantra divas ke taur pr mnaya jata hai. Bharat ka sanvidhan duniya ka sbse lamba likhit sanvidhan hai. Isme vishv ke kyi desho se alag-alag aur sarvashreshth kanuni pravdhan, niyam, vyavasthaye aur adhikar shamil kiye gye hai. Dr. Bheemrao ambedkar bharat ki sanvidhan nirmatri sbha ke adhyaksh the. Unke netrtv me sanvidhan sabha ke sadsyo ne vibhinn desho ke sanvidhano ko pdha aur unki pramukh pravdhano, niymo aur sarvshreshth shasan vyavsthaon ko bharteey sanvidhan me shamil kiya tha. Aajadi ke bad se in sat dashko me samay-samay pr vartman aavashyakataon ke anusar kyi sanshodhan bhi kiye gye.

Is pustak ka kul size 7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 310 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterMahadevprasad Sharma
Book LanguageHindi
Book Size7 MB
Total Pages310
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Politics Books.

 

Leave a Comment