Urdu Hindi Dictionary – Is chhote se kosh me Arabic, Farsi, Turkey aadi bhashao ke ve shabd jma kiye gye hai jo Hindi me aakr uske alag ho gye hai, ya ab bhi ho rhe hai. Yah bde tajjub ki bat hai ki Hindi me aaj tk koi aisa kosh nhi nikla hai jisme is shreni ke sbhi shabd dakhil ho. Rashtrabhasha ke nate jo log Hindi sikhne lge hai unko is kmi ke karan bahut taklif uthani pdti hai. Aise logo ki suvidha ke khyal se yah kosh rcha gya hai, hala ki Hindi-Urdu bhasha-bhashiyo ko bhi yah kosh upyogi ho skta ho.
Is pustak ka kul size 5.5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 260 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | M. V. Sheshadri |
Book Language | Hindi |
Book Size | 5.5 MB |
Total Pages | 260 |
Category | Education |
Read More Religious Book.