Bhagwat Prarthana Hindi PDF – Bharatiy dharm tatha tatvagyan ke premiyo ke samne Bhagwat Prarthna namak naveen granth prastut krte samay mujhe vishesh rup ho rha hai. Maine do tin varsh purv Patna vishvavidyalay me Ramdeen Singh reedarship vyakhyanmala ke antargat vaishnav dharm ke itihas tatha siddhant ke upr katipay vyakhyan diye the. Usi samay vaishnav samprdayo ke siddhanto ke anusheelan ka bhi avsar prapt husha tha.
Usi adhyayan ka phaj is panth me prastut kiya ja rha hai. Bhagwat Prarthna me bhagwat shabd ka prayog maine vaishnav-samany ke vyapak arth me kiya hai. Kisi sankuchit tatha vishisht arth me nhi. Mera abhipray is bharatbhumi ke bhinn bhinn pranto me panpane vale pradhan vanshnav samprdayo ke aitihasik vikas tatha tatvik siddhanto ka ek samany vivran prastut krna hai.
Is pustak ka kul size 19 MB hai aur kul pristho ki sankhya 724 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Sadanand Brahmachari |
Book Language | Hindi |
Book Size | 19 MB |
Total Pages | 724 |
Category | Religious |
Read More Religious Book.