Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

The American System Of Government ( अमेरीकी शासन प्रणाली ) Hindi PDF – Ernest S. Grifit

America ki shasan pranali rashtrapati pranali hai. Sanyukt rajy America kshetrafal ki drshti se vishv ka chautha vishal desh hai. Yah rajy 50 rajyo ka sanghiy gantantr hai. Yha ki jansankhya mishrit hai. Inme nigron, oriental, hispanik, american, bhartiy tatha mul nivasi shamil hai yha ki jalvayu dhruviy se shushk marusthaliy prkar ki hai. Sanyukt rajy America ki khoj Christopher Columbus dvara varsh 1492 me ki gyi thi. Varsh 1565 se America me spain vasiyo, french tatha angrejo ne bsna shuru kiya. Varsh 1775-1787 ki ameriki kranti ke bad 13 upanivesh svatantr hue tatha vyavharik rup se sanyukt rajy america gathit hua. Yha ke pratyek rajy ka apna-apna sanvidhan hai.

Is pustak me unhone Rajasthan ke rajneetik jagaran ko vyakt kiya hai. Is pustak ka kul size 7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 180 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterErnest S. Grifit
Book LanguageHindi
Book Size7 MB
Total Pages180
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Historical Books.

Leave a Comment