Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Sansadiya Prakriya ( संसदीय प्रक्रिया ) Hindi PDF – Subhash Kashyap

Sansadiya Prakriya me, sadan ke samksh charcha hetu rkhi gyi kisi aupacharik bat ko kaha jata hai. Sadan lok mahatv ke vibhinn mamlo pr anek faisle krta hai aur apni ray vyakt krta hai. Koi bhi sadsy ek prstav ke rup me koi sujhav sadan ke samksh rakh skta hai. Jisme uski ray ya ichchha di gyi ho. Ydi sadan use svikar kr leta hai to vah samuche sadan ki ray ya ichchha bn jati hai. Ant: mote taur pr prastav sadan ka faisla janne ke liye sadan ke samne laya jata hai.

Prastav vastv me Sansdiya karyvahi ka aadhar hote hai. Lok mahtv ka koi bhi mamla kisi prastav ka vishay ho skta hai. Prastav bhinn bhinn sadasyo dvara bhinn bhinn prayojno se pesh kiye ja skte hai. Prastav mantriyo dvara pesh kiye ja skte hai aur gair-sarkari sadasyo dvara bhi. Gair-sarkari sadasyo dvara pesh kiye jane vale prastavo ka uddeshy samanyatah kisi mamle pr sarkar ki ray ya vichar janna hota hai.

Is pustak me unhone Rajasthan ke rajneetik jagaran ko vyakt kiya hai. Is pustak ka kul size 5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 271 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterSubhash Kashyap
Book LanguageHindi
Book Size5 MB
Total Pages271
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Historical Books.

Leave a Comment