Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Satsang ( सत्संग ) Hindi PDF – Suresh Rambhai

Satsang ka arth Bharatiy darshan me hai (1) “Param saty” ki sangati, (2) Guru ki sangati, ya (3) vyaktiyo ki aisi sbha ki sangati jo saty sunti hai, saty ki bat krti hai aur saty ko aatmsat krti hai. Isme vishisht bat hai ki isme prachin grantho ko suna ya pdha jata hai, Us pr bat ki jati hai. Uske arth pr charcha ki jati hai. Un shabdo ke srot ko aatmsat kiya jata hai. Dhyan kiya jata hai aur unke arth ko apne dainandin jeevan me utara jata hai. Samkalin pashchaty satsang krane vale guru- jo aksar advait vedant parmpra ke hai – kyi bar parmpragat purvi gyan ko aadhunik manovigyan ki paddhtiyo ke sath milate hai.
Is pustak ka kul size 3 MB hai aur kul pristho ki sankhya 126 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
WriterSuresh Rambhai
Book LanguageHindi
Book Size3 MB
Total Pages126
CategoryReligious - Hinduism

Leave a Comment