Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Sambhog Se Samadhi Ki Aur ( सम्भोग से समाधि की ओर ) Hindi PDF – OSHO

Jo us mulsrot ko dekh leta hai… yah buddh ka vachan bda adbhut hai: vah amanushee rati ko uplabdh ho jata hai. Vah aise sambhog ko uplabdh ho jata hai, jo manushyta ke par hai. jisko maine sambhog se samaadhi ki or Kaha hai, usko hi buddh amanushi rati kehte hai. Ek to rati hai manushy ki-stri aur purush ki. Kshan bhar ko sukh milta hai. milta hai? -ya aabhas hota hai km se km. Fir ek rati hai, jb tumhari chetna apne hi moolsrot me gir jati hai; jb tum apne se milte ho. Ek to rati hai-dusre se milne ki. Aur ek rati hai-apne se milne ki. Jb tumhara tumse hi milna hota hai, us kshan jo mahaanand hota hai, vhi samadhi hai. Sambhog me samaadhi ki jhalak hai; samadhi me sambhog ki purnta hai. OSHO

Is pustak me unhone Rajasthan ke rajneetik jagaran ko vyakt kiya hai. Is pustak ka kul size 3 MB hai aur kul pristho ki sankhya 438 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterAcharya Shri Rajneesh (OSHO)
Book LanguageHindi
Book Size3 MB
Total Pages438
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Religious Books

Leave a Comment