Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Sachitra Ayurved ( सचित्र आयुर्वेद ) PDF – Shree Baidyanath

Aayurved – vishv ki prachintam chikitsa pranaliyo me se ek hai. Yah vigyan, kla aur darshan ka mishran hai. ‘Aayurved’ nam ka arth hai, ‘jeevan se sambandhit gyan’. Aayurved, bhartiy aayurvigyan hai. Aayurvigyan, vigyan ki vah shakha hai jiska sambandh manav sharir ko nirog rkhne, rog ho jane pr rog se mukt krne athva uska shaman krne tatha aayu bdhane se hai. Aayurved ke granth 3 dosho ke asantulan ko rog ka karn mante hain aur samdosh ki sthiti ko aarogy. Aayurved ko triskandh bhi kaha jata hai, ye tin skandh hain – Hetu, Ling, Aushadh. isi prkar sampurn aayurvaidik chikitsa ke aath ang mane gye hai.

Is pustak ka kul size 40.91 MB hai aur kul pristho ki sankhya 283 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

 
Book WriterShree Baidyanath Ayurved Bhawan
Book LanguageHindi
Book Size40.91 MB
Total Pages243
CategoryAyurveda
 

Leave a Comment