Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Rishi Panchami Vrat Katha ( ऋषि पंचमी व्रत कथा ) Hindi PDF – Lala Jainylal

Rishi Panchami Vrat Katha – Pauranik kathao ke anusar, ek brahman apni patni ke sath rhta tha. Uske ek putr aur putri thi. Unhone apni putri ka vivah ek achhe ldke ke sath kr diya. Lekin kuchh hi dino ke bad uske pati ki akal mrtyu ho gyi. Iske bad uski putri mayke aa gyi. Ek din uski putri akele so rhi thi. Tabhi uski ma ne dekha ki beti ke sharir se kide utpann ho rhe hai. Yah bat usne apne brahman pati ko btayi. Uttak brahman ne dhyan lgane ke bad dekha ki purvajanm me unki putri brahman ki putri thi.

Lekin Rajasvala (Mahamari) ke dauraan usne puja ke bartan chhoo lie the. Is pap ki vajah se use yah kasht mil raha hai. Isase chhutkara pane ke liye beti ne pita ke kahe anusar Panchami ka vrat kiya. Isase uttak ki beti ko saubhagy ki prapti hui. Yahi vajah hai ki rshi panchami ka vrat rakhane evam katha sunane se logo ke kasht dur hote hai aur papo se mukti milati hai.

Is pustak ka kul size 1 MB hai aur kul pristho ki sankhya 38 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterLala Jainylal
Book LanguageSanskrit
Book Size1 MB
Total Pages14
CategoryReligious - Hinduism , Mythology

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment