Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Rajnitik Arthashastra Ke Mul Sidhant ( राजनीतिक अर्थशास्त्र के मूल सिद्धान्त ) Hindi PDF – P. Nikitin

Rajnitik Arthashastra ya Rajakiy Arthshastr kisi samaj me rajanitik aur aarthik satta ke bantvare ki jankari dete hue btata hai ki satta ka yah vitaran vaikasik aur any nitiyo pr kis tarah ka prabhav dal rha hai. Isi bat ko is tarah bhi kaha ja skta hai ki rajanitik arthashastr un buddhisangat faisalo ka adhyayan krta hai jo rajanitik aur aarthik sansthao ke sandarbh me liye jate hai. Is adhyayan me tarkasangat adharo ki roshni me samashtigat prabhavo pr gaur kiya jata hai. 

Is pustak ka kul size 6.84 MB hai aur kul pristho ki sankhya 386 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterP. Nikitin
Book LanguageHindi
Book Size6.84 MB
Total Pages386
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Support our work.

Read more Political Books

Leave a Comment