Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Arya Bhatiyam ( आर्य्यभटीयम ) Hindi PDF – Arya Bhatta

Arya Bhatiyam namak granth ki rchna Aaryabhat Pratham (476-550) ne ki thi. Yah Sanskrit bhasha me Aarya chhand me Kavyarup me rachit ganit tatha khagolshastr ka granth hai. Iski rchnapaddhati bahut hi vaigyanik aur bhasha bahut hi sankshipt tatha mnjhi hui hai. Isame char adhyayo me 123 shlok hai. Aaryabhatiy, dasagitika pad se aarambh hoti hai. 

Is pustak me unhone sulabh se sambandhit vastu shastra ke bare me btaya hai. Is pustak ka kul size 10 MB hai aur kul pristho ki sankhya 146 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Leave a Comment