Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Premashram ( प्रेमाश्रम ) Hindi PDF – Munshi Premchand

Premashram, Munshi Premchand ka pehla upnyas hai jiska prakashan 1922 me hua. Isme unhone aam nagrik aur kisan jeevan ke bich sampark sthapit kiya hai aur rajnitik kshetra me prdarpan krte hai. Parivaro ki katha ka moh to ve is upnyas me bhi nhi chhod ske, kyoki Prabhashankar Raikamlanand Gaytri aur Deputy Jwalasingh ke parivaro ki katha se hi upnyas ka tana-bana bna gya hai, to bhi ve jeevan ke vyapak kshetr me aate hain. Bharatiya svatantrta sangram ki pratham jhanki aur bhagnagat ram-rajy ki sthapna ka swapn Premashram ki apni visheshta hai. Premchand dvara Hazipur me sthapit Premashram me jeevan-maran ke grdh jatil prshno ki mimansa hoti thi.

Sabhi log pakshpat aur ahankar se mukt the. ashram sarly, santosh aur srvichar ki tapobhumi bn gya tha vha na dhan ki puja hoti thi aur na dinta pairo tle kuchli jati thi. Aashram me sb ek dusre ke mitr aur hitaishi the. Manav-kalyan unka charam lakshy tha. Uska vyavharik rup hme upnyas ke upsanhar shirshk ansh me milta hai. Lakhanpur ganv me svarth-seva aur maya ka prabhav nhi rh gya. Vha ab mnushy ki manushy ke rup me prtishtha hui hai. Aise manushy ki jiske jeevan me sukh, shanti, aanand aur aatmollaas hai.

Is pustak ka kul size 19.42 MB hai aur kul pristho ki sankhya 408 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi. 

WriterMunshi Premchand
Book LanguageHindi
Book Size19.42 MB
Total Pages408
CategoryLiterature

Download Free Hard Copy 
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon  
Listen this book on audible 

 

Munshi Premchand ki any Pustke :

Leave a Comment