Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Download Free Pavitra Bible ( पवित्र बाइबल ) Hindi PDF

Bible, Isaai ( Christian ) dharm ki aadharshila aur isaiyo ( Christians ) ka sbse pavitrtm dharm granth hai. Prachin kal me Bible ka sirf ek hi bhag tha kintu aaj ke kuchh viwano ke anusar Bible do bhago me bt gya hai. Iske do bhag hai : Purvavidhan (Old Testament ) aur nvavidhan (New Testament). Bible ka purv me rhne wale Yahudiyo ka bhi dharm granth hai aur uttar me rhne wale yahudi Isa-Maseeh aur  unki shikshao pr aadharit hai. Biblel Ishvar prerit (God inspired) hai kintu Ishvar ne Bible ke vibhin lekhko ko is prkar prerit kiya hai ki ve Isharkrit hote hue bhi unki apni rchnaye bhi kahi ja skti hai.

Vidwano ke anusar Ishvar ne bolkr unse Bible nhi likhvayi ve avashy hi Ishvar ki prerna se likhne me prerit hue kintu unhone apni sanskrti, shaili aur vichardhara ki visheshtao ke anusar hi use likha hai. Bible ishvariya prerna aur manviy mehnt dono ka prinam hai.

Leave a Comment