Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Hajar Paheliya ( हजार पहेलियाँ ) PDF – Munna Lal Mishra

Hajar Paheliya PDF – Kisi vyakti ki buddhi ya smjh ki pariksha lene vale ek prkar ke prashn, Vaky athva varnan ko Paheliya kehte hai jisme kisi vastu ka lakshan ya gun ghuma phirakr bhramk rup me prastut kiya gya ho aur use bujhne athava us vishesh vastu ka na btane ka prastav kiya gya ho. Ise “Bujhauval” bhi kaha jata hai. Paheli vyakti ke chaturta ko chunauti dene vale prashn hote hai. Jis tarah se ganit ke mahatv ko nkara nhi ja skta, usi tarah se paheliyo ko bhi nazarandaj nhi kiya ja skta. Paheliya aadi kal se vyaktitv ka hissa rhi hai aur rhengi. Ve na keval manoranjan krti hai pr dimag ko chust evan taro-taja bhi rkhti hai.

Paheliyo ki rchna me pray: Aisa paya jata hai ki jis vishay ki Paheli bnani hoti hai uske rup, gun evan kary ka is prkar varnan kiya jata hai jo dusri vastu ya vishay ka varnan jan pde aur bahut soch vichar ke bad us vastavik vastu par ghtaya ja ske. Ise bahudha kavitvapurn shaili me likha jata hai taki sunne me madhur lge. Yah parmpra Bharat desh me prachin kal se prachalit hai. Rigved ke katipay mntro ka is drshti se ullekh kiya ja skta hai.

Is pustak ka kul size 4.14 MB hai aur kul pristho ki sankhya 304 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterMunna Lal Mishra
Book LanguageHindi
Book Size4.14 MB
Total Pages304
CategoryUnknown

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment