Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Bhaktamar Stotra (भक्तामर स्तोत्र) Hindi PDF – Premsingh Rathod

Bhaktamar Stotra Hindi PDF – Bhaktamar Stotra ka Jain Dharm me bda mahatv hai. Aachary Mantung ka likha Bhaktamar Stotra sbhi Jain paramprao me sbse lokpriy sanskrit prarthna hai. Is stotr ke bare me kyi kinvdantiya hai. Isme sbse prasiddh kidavanti yah hai ki Aachary Mantung ko jb raja bhoj ne jail me bnd krva diya tha. Aur us jail ke 48 darvaje the jin pr 48 majbut tale lge hue the. Tb Aachaary Mantung ne Bhaktamar Stotra ki rchna ki tatha hr shlok ki rchna tala tutata gya. Is tarah 48 shloko pr 48 tale tut gye.

Mantung Aachary 7v shatabdi me raja bhoj ke kal me hue hai. Mantr shakti me aastha rkhne valo ke liye yah ek divy stotr hai. Iska niymit path krne se mn me shanti ka anubhav hota hai va sukh samrddhi va vaibhav ki prapti hoti hai. Yah mana jata hai ki is stotr me bhakti bhav ki itni sarvochchta hai ki yadi apne schche mn se iska path kiya to apko sakshat ishvar ki anubhuti hoti hai.

Is pustak ka kul size 5 MB hai aur kul pristho ki sankhya 198 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterPrem Singh Rathod
Book LanguageHindi
Book Size5 MB
Total Pages198
CategoryReligious - Jain dharm

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment