Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Vinay Pitak ( विनय पिटक ) PDF – Baudhh Dharm

Vinay Pitak ek Bauddh granth hai. Yah un tin grantho me se ek hai jo tripitak bnate hai. Is granth ka pramukh vishay vihar ke bhikshu, bhikshuni aadi hai. Vinay Pitak ka shabdik arth “Anushasan ki tokri” hai. Bauddh dharm me bhikshu aur bhikshuni ke rup me pravesh krne vale shishy (anuyayi) ke aacharan vyavsthit krne ke nimitt nirmit anushasan ke niymo ko vinay kehte hai. Atah Vinay Pitak vinay se sambandhit niymo ka vyavsthit sangrah hai.

Is pustak ka kul size 48.86 MB hai aur kul pristho ki sankhya 630 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book Writer
Book LanguageHindi
Book Size46.86 MB
Total Pages630
CategoryReligious

Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible

Leave a Comment