Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Vayu Puran ( वायु पुराण ) Hindi PDF – Shri Ram Sharma Acharya

Vayu Puran me vayudev ne shvetakalp ke prasango me dharmo ka upadesh kiya hai. Isliye ise Vayu Puran kehte hai. Yah purv aur uttar do bhago se yukt hai. Jisme sarg aadi ka lakshan vistarpurvak batlaya gya hai, Jaha bhinn bhinn manvantaro me Rajao ke vansh ka varnan hai aur jaha Gayasur ke vadh ki katha vistar ke sath kahi gyi hai, jisme sab maso ka mahatmay btakr magh mas ka adhik fal kaha gya hai. Is puran me Bhagwan Shiv ki upasna charcha adhik hone ke karan is ko Shiv Puran ka dusra ang mana jata hai, fir bhi isme Vaishnav mt pr vistrt pratipadan milta hai. Isme Khagol, Bhugol, Srshtikram, Yug, Tirth, Pitar, Shraddh, Rajvansh, Rishivansh, Ved Shakhaye, Sangeet Shastr, Shiv bhakti, aadi ka savistar nirupan hai. 

Yah parmatma shiv ki sanhita param punymayi hai, jisme vayudevta ne narmda ke charitr ka varnan kiya hai, jo is puran ko sunta hai ya pdhta hai, vah shivlok ka bhagi hota hai. Is pustak ke 2 bhag hai jise aap niche diye hue link se download kr skte hai. Agr aap is pustak ko khridna chahte hai to hm amazon ka link bhi de rhe h aap vha se khrid skte hai.

WriterShri Ram Sharma Acharya
Book LanguageHindi
Book Size8 MB
Total Pages497
CategoryReligious - Hinduism

Download Part – 01  
Download Part – 02
Buy Hard Copy from Amazon   
Donate us for maintenance
Listen this book on audible 

 

If you're loving our work don't forget to Donate us.

Shesh Purano ke Nam :-

Leave a Comment