Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

The Power Of Habit ( द पॉवर ऑफ हॅबिट ) Hindi PDF – Charles Duhigg

The Power Of Habit Book ke jarie New York Times ke puraskar vijeta Business Reporter Charles Duhigg hme aadto ke vaigyanik adhyayan ki ek aisi duniya me le jate hai. Jo na sirf romanchkari hai balki behad aashcharyjanak bhi hai. Ve yah pta lgate hai ki kuchh logo aur Companies ko salo ki koshisho ke bad bhi badlav ke lie sangharsh kyo krna pdta hai. Jbki any log bdi aasani se rato rat badlav lane me safal ho jate hai. Charles un prayogshalao me bhi jate hai. Jaha neuroscientist is bat ka pta lgate hai ki aadte kaise kam krti hai. Unka janm hmare dimag ke kis hisse me hota hai.

Charles hmare samne yah raz bhi ujagar krte hai ki Olympic tairak Michael Phelps, Starbucks ke CEO Howard Schultz aur nagrik adhikaro ke prneta Martin Luther King Jr. jaisi shakhsiyto ki saflta me unki aadto ki kitni mahatvpurn bhumika rhi hai. Isase ek sammohak, tarkik parinam samne aata hai : niyamit vyayam krna, vajan ghtana, apne bachcho ko sarvashreshth parvarish dena, adhik utpadak bnana aur yha tk ki krantikari safalta hasil krne vali companies khdi krna, hmari is smjh pr nirbhar krta hai ki aadte kaise kam krti hai. Is nye vigyan me nipun bnakr hm apne vyapar, apne samuday aur apne jeevan ko rupantarit kr skte hai.

The Power Of Habit Pustak ka Sar

Is aakarshak pustak (The Power of Habit) me, Charles Duhigg ne asankhy tariko ka khulasa kiya hai. Jisme hmari aadaten hmare jeevan ko aakar deti hai. Kya aap janna chahte hai ki Febreze ek best selling Pustak kyo bn gya? ya aadto ke vigyan ka upyog ichchhashakti me sudhar ke lie kaise kiya ja skta hai? Is pustak ko padhen.” (Jonah Lehrer) “ek bar jb aap is pustak ko pdh lete hai, to aap kbhi bhi apne aap ko, apne sangthan ko, ya apni duniya ko bilkul usi tarah nhi dekhenge.” (Daniel H. Pink) “bilkul aakarshak.” ((Wired) “yah ek pratham shreni ki pustak hai.

Anusandhan ke ek prabhavshali dravyman par aadharit. Ek jeevant shaili me likhi gyi hai aur hmari buri aadto ko kaise todna hai. Is pr vyavharik salah ke sath bauddhik gambhirta ka sahi santulan prdan krti hai. ” (The Economist) “bahut sare vyavsayik pustke jo vaigyanik duniya me tap krne ka pryas krti hai. Jatil shodh ko pathniy gady me badlne ka prbandhan krti hai.

WriterCharles Duhigg
Book LanguageHindi & English
Book Size4.88 MB 9.86 MB
Total Pages318 & 422
CategorySelf-Help Books

Download Free in Hindi

Download Free in English

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

 

About Writer

Charles Duhigg – ‘Pulitzer’ purskar vijeta Charles Duhigg ek American patrkar aur non-fiction lekhak hai. Ve The New York times me reporter ke taur pr kam kar chuke hai aur aadto va utpadkta jaise vishayo pr do kitabe bhi likh chuke hai. Ve kitabe hai – ‘The Power of Habit : Why We Do What We Do in Life and Business’’ aur ‘Smarter Faster Better’.

Leave a Comment