Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Social Research ( सामाजिक अनुसंधान ) Hindi Pdf – Ram Ahuja

Bahut dino tk manushy ne samajik ghatanao ki vyakhya, paralaukik shaktiyon, kori kalpnao aur tark-vakyo ke shkargt satyo ke aadhar pr ki hai. Samajik anusandhan ka bijaropan vhi se hota hai. Jaha vah apni vyakhya ke smbandh me sandeh prakat krna prarambh krta hai. Samajik Anusandhan ki jo vidhiyan prakrtik vigyano me saphal hui hai. Unhi ke prayog dvara samajik ghatnao ki samajh utpann krna. Ghatanaon me karnta sthapit krna aur vaigyanik tatasthata bnaye rkhna. smajik anusandhan ki mukhy lakshan hai.

Aisee vyakhya nhi prastut krni hai jo keval anusandhankrta ko santusht kre, blki aisi vyakhya prastut krni hoti hai jo alochanatmk drshti valon ya virodhiyo ka sandeh dur kr ske. iske lie nirikshan ki vyavasthit krna, tathy sankalan aur tathy-nirvachn ke lie vishisht upkrno ka prayog krna aur prayog me aane vale pratyayo (variables) ko spasht krna aavashyak hai.

Is pustak ka kul size 7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 429 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi. 

WriterRam Ahuja
Book LanguageHindi
Book Size7 MB
Total Pages429
CategoryPhilosophy

Download Free Hard Copy 
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon  
Listen this book on audible

3 thoughts on “Social Research ( सामाजिक अनुसंधान ) Hindi Pdf – Ram Ahuja”

Leave a Comment