Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Shri Annapurna Stotram ( श्री अन्नपूर्णा स्तोत्रम् ) Hindi PDF

Shri Annapurna Stotram ke pratidin path krne se aapke ghr me ann ki kabhi kami nhi hogi. Devi Annapurna Hindu dharm me many devi-devtao me vishesh rup se poojniy hai. Inhe man Jagdamba ka hi ek rup mana gya hai, jinse sampurn vishv ka sanchalan hota hai. Inhi Jagdamba ke Annpurna svarup se sansar ka bharan-poshan hota hai. Annpurna ka shabdik arth hai – dhany ki adhishthatri. Sanatan dharm ki manyta hai ki praniyo ko bhojan man Annpurna ki kripa se hi prapt hota hai. Ye Annpurna hi Shakumbhari Devi ke nam se vikhyat hai.

Is pustak ka kul size 3 MB hai aur kul pristho ki sankhya 170 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterUnknown
Book LanguageMarathi
Book Size3 MB
Total Pages170
CategoryMarathi Books

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment