Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Sanskrit Vyakaran ( संस्कृत व्याकरण ) PDF – Dr. Munishwar Jha

Sanskrit me vyakaran ki parmpra bahut prachin hai. Sanskrit bhasha ko shuddh rup me janne ke liye vyakaran shastr ka adhyayan kiya jata hai. Apni is visheshta ke karan hi yah ved ka sarvpramukh ang mana jata hai. Jese Hindi Vyakaran me vachan, Ling evam Karak hote hai, thik vese hi Sankrit vyakaran me bhi hai. Iske mulatah panch prayojan hai – Raksha, Uh, Aagam, Laghu aur Asandeh. Vyakaran ki jde vaidikayugin Bharat tak jati hai. Vyakaran ki paripati atyant samrddh hai jisme Panini ka ashtadhyayi namak prasiddh granth bhi shamil hai. Vyakaran se matr gramar ka abhipray nhi hota balki yah bhashavigyan ke adhik nikat hai. Sath hi iska darshanik paksh bhi hai.

Is pustak ka kul size 16.87 MB hai aur kul pristho ki sankhya 276 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterDr. Munishwar Jha
Book LanguageHindi
Book Size16.87 MB
Total Pages276
CategoryGrammar

Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon  
Listen this book on Audible

Leave a Comment