Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Samudrik Shastram ( सामुद्रिक शास्त्रम् ) Hindi PDF – Ganga Vishnu Shrikrishnadas

Samudrik Shastram mukh, mukhmandal tatha sampurn sharir ke adhyayan ki vidya hai. Bharat me yah yah vaidik kal se hi prachalit hai. Garud Puran me samudrik shastr ka varnan hai. Manav-sharir ke vibhinn ango ki banavat ke aadhar pr uske gun-karm-svabhavadi ka nirupan krne vali vidya aarambh me lakshan shastr ke nam se prasiddh thi. Hath ki pariksha – pratahkal shauch-snanadi se nivrtt hokar dev pujanoparant apne hath me shriphal (nariyal), rtuphal, mishthann, pushp evam dakshina aadi lekar hast parikshak ki seva me upasthit hona chahiye. Is pustak me unhone jain dharm ko vivrit kiya hai.

Is pustak ka kul size 3.4 MB hai aur kul pristho ki sankhya 103 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterGanga Vishnu Shrikrishnadas
Book LanguageHindi
Book Size15.86 MB
Total Pages222
CategoryAstrology

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Support our work.

Read more Astrology BooksSamudrik Shastra 

Leave a Comment