Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Sagun Aur Nirgun Hindi Sahitya ( सगुण और निर्गुण हिन्दी साहित्य ) – Aasha Gupta

Hindi Sahitya ke madhykal (1375 – 1700) me bhakti ki do dharaye – Sagun tatha Nirgun pravahit hui. sagun dhara ke antargat Ram-Krishn bhakti ki shakhaye aati hai, Nirgun ke antargat sant tatha sufiyo ka kavy aata hai. Aachary shukl ne namdev evam Kabir dhara pravartit bhakti-dhara ko Nirgun gyanashrayee shakha ki sangya se abhihit kiya hain. Hajari Prasad Dhivedi ne ise nirgun bhakti sahity tatha Dr Ramkumar Verma ne ise sant-kavy-parmpra ka nam diya hai. Nirgun bhakti sahity pr dhyan dene se pehle hme Nirgun shabd ke arth ko smjhana aavshyak hai.

Is pustak ka kul size 8.21 MB hai aur kul pristho ki sankhya 173  hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterAasha Gupta
Book LanguageHindi
Book Size65 MB
Total Pages408
CategoryUnknown

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment