Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Ramayan Aatho kand ( रामायण आठो काण्ड ) PDF – Goswami Tulsidas

Ramayan ek aisa adhyay hai jo burayi par achhai ki jeet ka path sikhata hai. Is path ke ansho ko agr khol ke dekha jaye to ye hr pehlu me hone vale ghatna kram ki tarah dikhega. Ramayan ke sat kand Bharatiya sanskrti ke utthan me Ramayan ki upyogita ko nkara nhi ja skta. Is Mahagranth ke ek-ek kirdar hme jindagi me saty evam nek raste pr chlne ke liye prerit krte hai. Shayad yhi vajah hai ki aaj Ramayan ko itne aadar evam shraddha se dekha jata hai. Is aalekh me hm aapko vistar se hone vale hr kand ke bare me btayenge.

Ramayan pdhne evam sunne valo ko shayad ye to pta hoga ki sampurn Ramayan sat adhyay athva aath kand me sangrahit hai prntu hr kand ke vishisht kathanank ke bare me bahut km hi log jante honge. Dharam evam sanskrti ke apni is kadi me hm aaj aapko Ramayan ke sampurn kand ki ek chhoti jhalak dene ja rhe hai. Aasha krte hai ki ye aapke gyan ko bdhane me thodi madad jarur kregi.

Is pustak ka kul size 97.48 MB hai aur kul pristho ki sankhya 628 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book TranslatorRamayan Aatho kand
Book LanguageHindi
Book Size97.48 MB
Total Pages628
CategoryReligious - Hinduism

Download Free Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon  
Listen this book on Audible

Leave a Comment