Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Prachin Bharatiya Ganit ( प्राचीन भारतीय गणित ) Hindi PDF – Dr. B. L. Upadhyay

Prachin Bharatiya Ganit – Sbhi prachin sabhyatao me ganit vidya ki pehali abhivyakti ganana prnali ke rup me pragat hoti hai. Ati prarambhik samajo me sankhyaye rekhao ke samuh dvara pradarshit ki jati thi. Yadyapi bad me, vibhin sankhyao ko vishisht sankhyatmak namo aur chihno dvara pradarshit kiya jane lga, udaharan svarup bharat me aisa kiya gya. Rome jaise sthano me unhe varn, kintu sbhi prachin sabhyatao me sankhyae dashamadhar pranali par aadharit nhi thi. Prachin Bebeelon me 60 pr aadharit sankhya-prnali ka prachalan tha. 

Is pustak ke madhyam se unhone keval chune hue jyotish ke bare me sankshipt me jankari diya hai. Is pustak ka kul size 8.88 MB hai aur kul pristho ki sankhya 330 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterDr. B. L. Upadhyay
Book LanguageHindi
Book Size8.88 MB
Total Pages330
CategoryAstrology , History

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Support our work.

Read more Astrology Books

Leave a Comment