Mopansa Ki Kahaniya Hindi PDF – Chhoti kahani ke lekhko ki ganana me Mopasa aur Chekhob ke nam sbse pehle aate hai. Mopasa ne saikado kahaniya likhi hai, or uski pratyek kahani apni niji visheshta rkhti hai. Uski koi bhi kahani aap aisi nhi pavenge jo chutili, rsili or rochak na ho. Isme sandeh nhi ki Mopasa chesnov ke saman jeevan ka sarmik drashta nhi rha hai, aur geharayi me dubakiyo lgane ko cheshta usne kbhi nhi ki hai. Pr jaha tk keval kahani-kala ka sambandh hai vahi vah apna sani nhi rakhta prastut sankalan me uski chuni hui kahaniyo ka anuvad kiya gya hai. Anuvadak ka vishvas hai ki is sangrah ko padh lene ke bad mopasan ke kla- vaichitry ki pray: sbhi visheshtao se pathak parichit ho javenge.
Is pustak ka kul size 5.02 MB hai aur kul pristho ki sankhya 200 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Writer | Elachandra Joshi |
Book Language | Hindi |
Book Size | 5.02 MB |
Total Pages | 200 |
Category | Stories |