Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Madhyakalin Bharat ( मध्यकालीन भारत ) Hindi PDF – Satish Chandra

Madhyakalin Bharat, “Prachin Bharat” aur “aadhunik bharat” ke bich bharatiy upmahadvip ke itihas ki lmbi avdhi ko drshata hai. Avadhi ki paribhashao me vyapk rup se bhinnta hai, aur aanshik rup se is karn se, kyi itihaskar ab is shabd ko prayog krne se bchte hai. Adhikatar pryog hone vale pehli paribhasha me Europia madhy yug ki tarah is kal ko chhathi shatabdi se lekr solahavi shtabdi tk mana jata hai. Ise do avadhiyo me vibhajit kiya ja skta hai.

Prarmbhik madhyayugin kal 6 vi se lekar 13v shtabdi tk aur gat madhykalin kal jo 13v se 16v shatabdi tk chali, aur 1526 me mugal samrajy ki shuruat ke sath samapt ho gyi. 16v shatabdi se 18v shatabdi tk chle mugal kal ko aksar “prarambhik aadhunik kal” ke rup me jana jata hai, lekin kbhi-kbhi ise “gat madhyayugeen” kal me bhi shamil kr liya jata hai.

Is pustak me unhone Rajasthan ke rajneetik jagaran ko vyakt kiya hai. Is pustak ka kul size 10.08 MB hai aur kul pristho ki sankhya 215 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterSatish Chandra
Book LanguageHindi
Book Size10.08 MB
Total Pages215
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Historical Books.

Leave a Comment