Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Jyotish Vigyan ( ज्योतिष विज्ञान ) Hindi PDF – Swami Shri Vishudhdanand Ji

Jyotish Vigyan – Jab hm kisi bat ko sochte hai to kehte hai, ki pichhe jo ham krke aaye hai, vah yad kyo nhi rhta hai, tatha kal jo hone vala hme yad kyo nhi rhta hai, prakti se hmare samne jo abhi hai, vah hi hme yad rhta hai, kl hmne jo kiya hai, kal kya hoga, yah hme dusre din hi pta lgta hai, jo vyakti pichhe aur aage ki bat ko kehta hai, uske liye hi Jyotish Vigyan ka nirman kiya gya hai, Is vigyan ke dvara janm samay ke jo bhi tatv samne hote hai, unke prabhav ka asar prakrti ke anusar jo bhi pehle hua ya itihas btata hai, un tatvo ka vivechan krne ke bad hi jyotish ka kathan kiya jata hai, Jyotish me 3 prkar ke karmo ki vyakhya btayi jati hai. 

Is pustak ke madhyam se unhone keval chune hue jyotish ke bare me sankshipt me jankari diya hai. Is pustak ka kul size 11.4 MB hai aur kul pristho ki sankhya 255 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterSwami Shri Vishudhdanand Ji
Book LanguageHindi
Book Size11.4 MB
Total Pages255
CategoryAstrology , Science

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon  
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Support our work.

Read more Astrology Books

Leave a Comment