Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Hindi Shorthand ( हिंदी शार्टहैण्ड ) Hindi PDF – Nishkameshvar Mishra

Hindi Shorthand likhne ki ek vidhi hai jisme samany lekhan ki apeksha adhik tivr gti se likha ja skta hai. Isme chhote pratiko ka upyog kiya jata hai. Hindi Shorthand me likhne ki kriya aashulekhan Stenography kehlati hai. Stenography se aashay hai tej aur sankshipt lekhan. Ise Hindi me shighrlekhan ya tvaralekhan bhi kehte hai. Likhne aur bolne ki gati me antar hai. Sadharan taur par jis gati se kushal se kushal vyakti hath se likhta hai, usse chauguni, panchguni gati se vah sambhashan krta hai. Aisi sthiti me vakta ke bhashan athva sambhashan ko lipibaddh krne me vishesh rup se kathinayi upasthit ho jati hai. Isi kathinayi ko hal krne ke liye tvaralekhan ke aavishkar ki aavashykta pdi.

Is pustak ka kul size 1.16 MB hai aur kul pristho ki sankhya 118 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterNishkameshvar Mishra
Book LanguageHindi
Book Size1.16 MB
Total Pages118
CategoryUnknown
 

Leave a Comment