Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Chandragupt Maurya (चन्द्रगुप्त मौर्य) PDF – Jaishankar Prasad

Chandragupt Maurya Hindi PDF – Chandragupt Maurya prachin Bharat ke itihas me ek mahatvpurn raja hai. Chandragupt ke sihasan sambhalne se pehle. Sikandar ne Uttar Pashchimi Bharatiy upmahadvip par aakrman kiya tha, aur 324 isa purv me uski sena me vidroh ki vajah se aage ka prachar chhod diya. Jisse Bharat-Greek aur sthaniy shaskon dvara shasit Bharatiy upmahadvip vale kshetro ki virasat sidhe taur par chandragupt ne sambhali.

Chandragupt ne apne guru Chanakya (Jinhe kautily aur vishnu gupt ke nam se bhi jana jata hai, Jo Chandr Gupt ke pradhanmantri bhi the) ke sath, ek nya Samrajy bnaya. Rajychakr ke siddhanto ko lagu kiya. Ek bdi sena ka nirman kiya aur apne samrajy ki simao ka vistar krna jari rkha. Chandragupt Maurya ke sambandh me vishad‌ aitihasik vivechna sb se pehle “Prasad” ji ne hi ki thi. Yah‌ us samay bat hai. Jb Chanaky-likhit atheshasr ka avishkar matr ga tha evam puratatv ke deshi athava videshi vidvan, Chandragupt ke by me udasin-se the.

San 1966 me “ Prasad ” ji ne apni vivechna Chandragupt Maurya ke nam se prakashit ki thi. Jo but natak ke prarambh me sammilit hai. Is utkrsht natak ke likhne ki bhavna bhi “Prasaad” ji ke.  Mai usi samay se bni hui thi. Isi ke namune par ek chhota- rupak kalyani-parinay ke nam se unhone likha bhi, jo st 1912 se nagrimracharini patnika me prakashit hua tha. To vah Hindi ka anuvad-yug tha aur san‌ 17 me D. L. ka Chandragupt anuvadit hokr Hindi me aa gya. Atev, maulik kriti ki or log utne aakrshit na hue, jitne anuvad ke.

Is pustak ka kul size 6.45 MB hai aur kul pristho ki sankhya 282 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Writerjaishankar prasad
Book LanguageHindi
Book Size6.45 MB
Total Pages282
CategoryDrama

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment