Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

International Relations ( अंतर्राष्ट्रीय संबंध ) Hindi PDF – Pushpesh Pant

International Relations (अंतर्राष्ट्रीय संबंध) ke adhyayan ka mahatv aaj svayam siddh hai. Jis prakar samaj me rhne vala vyakti apne brhattar parivesh se udasin nhi rah skta. Usi tarah koi bhi samprabhu-svatantr rashtr Antarrashtriya rangmanch pr upasthit kriyashil any patro ki upeksha ya avhelna nhi kr skta. Dvitiya vishv yuddh ke bad ke varsho me is vishay ka mahatv teji se badha hai aur iska bodh va adhyayan kafi lokpriy hua hai. Rajniti vigyan aur itihas ke snatak aur snatakottar pathykrmo me alag prashn-patr ke rup me.
Antarrashtriya Sambandh ka vishay achchhi tarah pratishthin ho chuka hai. Yah kam kleshadayak nhi ki antarrashtriya sambandh vishay par chhatropyogi pathan ki aavashykta evam ruchi ke anurup Hindi me pathy samgri ka nitant aabhav hai. Prastut pustak is kmi ko dur krne ka ek prayas hai. Hmari manyta rahi hai ki pathy pustak tb tk upyogi nhi ho skti, jb tak vah rochak na ho.
Is pustak ka kul size 13 MB hai aur kul pristho ki sankhya 588 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
WriterPushpesh Pant
Book LanguageHindi
Book Size13 MB
Total Pages588
CategoryHistory

Leave a Comment