Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Aadhunik Hindi Sahitya Ka Vikas (आधुनिक हिंदी साहित्य का विकास) PDF – Dr. Bachchan Singh

Hindi Sahitya ka aadhunik kal vikas aur parivartan ka yug hai. Hmare sahity ke itihas me aisa ek bhi yug na tha jisne itne bahumukhi vikas aur itni prachur pratibha ka parichay diya ho. is kal me pratyek vibhag ka vikas aur pratyek kshetr me parivartan itni shomata se hue ki ise sahityik kati ka yug kah skte hai. Is kal ki pramukh visheshta sahityik rupo aur pravrttiyo ki vividhta hai. Unnisavi shatabdi ka pady-sahity shrgarik muktak-kavyo ka ek vrhat yan-khand tha. Jisme prabandh aur geeti-kavyon ke kusumo ka abhav sa dikhai pdta hai.

Is pustak ka kul size 15.7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 486 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterDr. Bachchan Singh
Book LanguageHindi
Book Size15.7 MB
Total Pages486
CategoryHistory

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible

Leave a Comment