Aadhunik Hindi Nibandh, anuchhed tatha patr lekhan madhymik tatha uchchatar madhymik star ke vidyarthiyo ke liye aadarsh pustak hai. Pustak ki lekhik ne apne vidyalayi anubhvo ke aadhar pr vidyarthiyo ki staranukul bhasha me vividh vishayo ko simit shabdo me prastut kiya hai. Pustak me shaikshik tatha vaigyanik vishyo ke sath -sath prakrti sambandhi vishayo par nibandh nihit hai. Samajik samsyao ko mukhar rup me vyakt kiya gya hai. To pramukh parvo ke sath -sath rashtriy vishyo ko bhi sammilit kiya gya hai. Vishv ki pramukh hastiyo ka parichay diya gya hai. Aur vividh bhaugolik vishayo, vyavsayo aur vicharatmak nibandho ka bhi sangraha kiya gya hai.
Nibandho ke atirikt vividh anuchhed bhi is pustak ko apni shreniyo ki any pustko se shreshth bnati hai. Aupacharik aur anaupacharik vishayo pr patr -lekhan ko sammilit krte hue yah dhyan rkha gya hai ki unme adyatan prarup ka palan kiya jaye. Hmara sudrdh vishvas hai ki nishchit hi yah pustak vidyarthiyo ki akadamik unnati ke sath-sath unke vaicharik evan bhashayi vikas me sahayak siddh hogi.
Is pustak ka kul size 27.18 MB hai aur kul pristho ki sankhya 494 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.
Book Writer | Dr. Ramkumar Varma |
Book Language | Hindi |
Book Size | 27.18 MB |
Total Pages | 494 |
Category | Education |