Get 90+ Audiobooks and 1000+ Premium E-Books only at 249/- Get Now

Narad Puran ( नारद पुराण ) Hindi PDF – Shri Ram Sharma Acharya

Narad Puran  ya Naradeey Puran attharah mahurano me se ek Puran hai. Yah svayan Maharshi Narad ke mukh se kaha gaya ek Vaishnav Puran hai. Maharshi Vyas dvara lipibaddh kiye gye 18 Purano me se ek hai. Narad Puran me shiksha, kalp, vyakaran, jyotish, aur chhand-shaastronka vishad varnan tatha Bhagwan kee upasna ka vistrt varnan hai. Narad Puran do bhago me vibhakt hai- purv bhag aur uttar bhag. Pehle bhag me char adhyay hai jisme sut aur shaunak ka sanvad hai, brahmand ki utpatti, vilay, shukadev ka janm, mantrochchar ki shiksha, puja ke karmkand, vibhinn mason me pdne vale vibhinn vraton ke anushthano kee vidhi aur fal die gye hai. dusre bhag mei Bhawan Vishnu ke anek avtaro ki kathaye hai.

Is pustak ka kul size 7 MB, 6 MB hai aur kul pristho ki sankhya 490, 488 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi. 

WriterShri Ram Sharma Acharya
Book LanguageHindi
Book Size7 MB, 6 MB
Total Pages490 , 488
CategoryReligious - Hinduism

Download Part – 02 
Download Part – 01 
Buy Hard Copy from Amazon   
Donate us for maintenance
Listen this book on audible

 

If you're loving our work don't forget to Donate us.

Shesh Purano ke Nam :-

Leave a Comment