Thank you for your visit. Your links will be created in 1 seconds.

Kya Kre (क्या करें) Hindi PDF – Tolstoy


Kya kre, leo Tolstoy ke dvara rchit ek prasidhh pustak hai. Leo Tolstoy unnisavi sadi ke sarvadhik sammanit lekhako me se ek hai. Unka janm Russia ke ek sampann parivar me hua tha. Unhonne Russian sena me bharti hokr krimiyai yuddh (1855) me bhag liya, lekin agle hi varsh sena chhod di. lekhan ke prati unki ruchi sena me bharti hone se pehle hi jag chuki thi. Unke upnyas yuddh aur shanti (1865-69) tatha aanna karnina (1875-77) sahityik jagat me klasik rachnae mani jati hai.

Is pustak ke do bhag hai jiske kul size 9 MB aur 33 MB hai aur kul pristho ki sankhya 270 evam 320 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

WriterLeo Tolstoy
Book LanguageHindi
Book Size9 MB, 33 MB
Total Pages270, 320
CategoryUncategorized

Download Part 01

Download Part 02

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible