Thank you for your visit. Your links will be created in 1 seconds.

Phaldipika ( फलदीपिका ) Hindi PDF – Gopesh Kumar Ojha


Phaldipika, Mantreshvar dvara rachit Bharatiya Jyotish ka ek pramukh granth hai. Yah sanskrit me likha gya tha jisme 28 adhyay tatha kul 865 shlok hai. Isme manav jeevan ke pratyek pehlu ke jyotisheey paksh par vichar kiya gya hai. Apne mul rup me yah granth namak prachin Bhartiy lipi me hi upalabdh tha aur dakshin Bharat me hi prachalit aur pracharit tha. 1925 ke aas pas yah granth sarvapratham Nagri lipi me Culcutta se prakashit hua. Fir Tamil, Telgu aadi dakshin Bhartiy bhashao me iske anuvad upalabdh hue.

Is pustak ka kul size 30.61 MB hai aur kul pristho ki sankhya 684 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi. 

Book WriterGopesh Kumar Ojha
Book LanguageHindi
Book Size30.61 MB
Total Pages684
CategoryAstrology , Psychological

Download Free Hard Copy 
Donate us for maintenance
Buy Hard Copy from Amazon 
Listen this book on audible

Short Description

Parbrahm Parmeswar ki asim anukampa se Falit Jyotish ka yah anupam granth, Hindi bhasa bhasi sansar ke drishti path me pratham bar avtarit ho rha hai. Pehle yah granth dakshin Bhartiya lipi ‘granth’ me hi uplabdh tha. Pray 40 varsh purv kalkatte se mul sanskrit Dev-Nagri me prakshit hua aur yadypi Tamil, Telgu, Kannad, Malyalam, Gujarati, Angreji aadi bhasao me iski tika uplabdh hui, Kintu Hindi me iska abhav tha.

Phal Deepika

Shrot description of E-book :- This unique book of astrology, resulting from the immense compassion of Parbrahm Parmeshwar, is appearing for the first time in the vision path of the Hindi-speaking world. Earlier this book was available only in the South Indian script ‘Granth’. Originally from Calcutta, the original Sanskrit was published in Dev-Nagari about 40 years ago and although its vaccine was available in Bhasao in Tamil, Telugu, Kannada, Malayalam, Gujarati, English etc., it was lacking in Hindi.