Thank you for your visit. Your links will be created in 1 seconds.

Bhavprakash Nighantu ( भावप्रकाश निघंटु ) PDF – Khemraj Shrikrashnadas


Bhavprkash aayurved ka ek mul granth hai. Iske rchayita Aachary Bhav mishr the. Bhavprakash, Madhavnidan tatha Sharngadhara Sanhita ko sanyukt rup se ‘laghutrayi’ kaha jata hai. Bhavprakash ki rachna bhavmishr dvara san 1500 se 1600 ke madhy kiya gya tha. Bhav mishr ko prachin Bharatiy aushadhi-shastr ka antim aachary mana jata hai. Unki janmatithi aur sthan aadi ke bare me kuchh bhi pta nhi hai kintu itna gyat hai ki samvat 1550 me ve Varanasi me aachaary the aur apni kirti ke shikhar pr virajman the. Unke pita ka nam latakan mishr tha.

Is pustak ka kul size 9.56 MB hai aur kul pristho ki sankhya 244 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterKhemraj Shrikrashnadas
Book LanguageHindi
Book Size9.56 MB
Total Pages244
CategoryAyurveda

Download Free E-Book
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible