Thank you for your visit. Your links will be created in 1 seconds.

Bhagwan Buddh Ka Jeevan Aur Darshan ( भगवान बुद्ध का जीवन और दर्शन ) PDF – Dharmanand Kosmvi


Bhagwan Buddh Ka Jeevan Aur Darshan – Aajkal Bhagwan Buddh ke bare me hm jo kuchh bhi padh pate hai, Vah angreji lekhko ke liye hue charitron ka kamovesh sar-sanklan hi hota hai. Sir Edwin Arnold ne ‘Sight of Asia’  namak kavy liya aur usme bhagwan Buddh ki pauranik katha duniya ke samne pesh ki. Vah itni rochak siddh hui ki uska asar purv aur pashchim dono dishao ke pdhe-liye logo pr bahut hi gehara pada. ‘Light of Asia’ me diye hue Buddh bhagwan ke chitr ke lie sari duniya Edwin Arnold ki chir krtagy rhegi. Lekin vah tha ek kavymay chitr ho. Paul Laurence ne bhi aisa hi ek rochak chitr angreji gady me diya. Inke bad kyi vidvano ne bdi gaveshna krke buddh-charitr liye hai.

Dharmanand Kosmvi dvara likhit yah charitr shayad pehla hi charitr-granth hai, jo kisi Bharatiy vyakti ne mul pali Bauddh Granth tripitak tatha any aadhar grantho ka chikitsapurn dohan krke, usi ke aadhar pr likha ho. Is prachin masale me bhi jitna hissa buddhi-grahy tha utna hi unhone liya. Pauranik chamtkar, asambhavy vastu sab chhod di; aur jo kuchh bhi liya uske lie jagah-jagah mul praman bhi diye.

Is pustak ka kul size 6.39 MB hai aur kul pristho ki sankhya 353 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Writer Dharmanand Kosmvi
Book LanguageHindi
Book Size6.39 MB
Total Pages352
CategoryLiterature , Religious

⬇️ Download E-Book For Free

Donate Us

Buy this Book From Amazon

Listen this Book on Audible