Thank you for your visit. Your links will be created in 1 seconds.

Hind Swaraj ( हिन्द – स्वराज्य ) Hindi PDF – Pt. Kalikaprasad, Mohandas Karamchand Gandhi


Hind Swaraj, Gandhi ji dvara rachit ek pustak ka nam hai. Mul rchna san 1909 me Gujrati me thi. Yah lagbhag tis hjar shbdon ki lghu pustika hai jise Gandhi ji ne apni England se dakshin Africa ki yatra ke samay pani ke jahaj me likhi. Yah Indian Opinion me sbse pehle prakashit hui jise Bharat me angrejo ne yah kehte hue pratibandhit kr diya ki isme rajadroh-ghoshit samgri hai.

Is pr Gandhi ji ne iska angreji anuvad bhi nikala taki btaya ja ske ki iski samgri rajdrohatmak nhi hai. Antatah 21 December san 1938 ko isse pratibandh hta liya gya. Hind svarajya ka hindi aur sanskrit sahit kyi bhashao me anuvad uplabdh hai. Sanskrit anuvad Dr Praveen Pandya ne kiya. Hind Swaraj me gehra sbhyata vimarsh hai. 

Is pustak ka kul size 7 MB hai aur kul pristho ki sankhya 144 hai. Niche diye hue link se is pustak ko aasani se download kr skte hai aur muft me pdh skte hai. Agr aap is pustak ki hard copy lena chahte hai to niche hm Amazon ka link bhi provide kr rhe hai aap vha se esaily is pustak ko khrid skte hai. Pustke hmari sachchi mitr hoti hai aur Freehindibook.com pr aapko hjaro pustke muft me pdhne ko mil jayengi.

Book WriterPt. Kalikaprasad, Mahatma Gandhi
Book LanguageHindi
Book Size7 MB
Total Pages144
CategoryPolitics

Download Free Hard Copy  
Donate us for maintenance
Buy this book from Amazon 
Listen this book on Audible 

If you’re loving our work Don’t Forget to Donate Us.

Read more Political Books